29
Aug
Jhoot Sahi Wahday Wafa Ho Jatay
Posted by HanifHan Chalo Jhoot Sahi Wahday Wafa Ho Jatay
Yoon Bichadtay K Mairay Lab Py Dua Ho Jatay
Kiya Zaroorat Thi Zamaanay Ko Khabr Karny Ki
Ghar Jalana Tha To Chupkay Say Diya Ho Jatay

(+25 rating, 5 votes)




