Har Aahat Ehsaas Hamara Dilaayegi
Posted by HanifHar Aahat Ehsaas Hamara Dilaayegi
Har Hawa Khushbu Hamari Laayegi
Hum Dosti Aisi Nibhaayengey Yaara
Hum Na Honge Tou Yaad Tumhe Sataayegi!
Har Aahat Ehsaas Hamara Dilaayegi
Har Hawa Khushbu Hamari Laayegi
Hum Dosti Aisi Nibhaayengey Yaara
Hum Na Honge Tou Yaad Tumhe Sataayegi!
Apna Dil Apni Tabahi Ka Sabak Hota Hai
Yeh Jawani Ka Aalam Hi Ajab Hota Hai
Kaunsi Baat Ne Kiska Dil Tod Diya
Bolne Waale Ko Ehsaas Hi Kab Hota Hai
Tumhain Ik Baat Kehni Hai
Tumhain Ehsaas Hota Hai
Tumharey Reeshmi Kadmo Ki Aahat Say
Kisi B-Noor Chehray Per
Kai Rang Muskuraty Hain
Tumhain Ehsaas Hota Hai
Koi Neechi Nighaon Say
Najany Kis Zamany Say
Tumhain Takta Hi Rahta Hai
Koi Tum Ko Tumhari Sab Hadon Say Dour Chahta Hai
Tumhain Kuch Kehna Chahta Hai
Tumhary Aagay Aa Kar Sharma Sa Jata Hai
Younhi Ghabra Sa Jata Hai
Tumhain Ehsaas Hota Hai